Aaj kal social media, ka zamana hai internet par dekho to bahut si sites, aur apps, social networking, se releted mil jayengi aaj ham unhin men se eek sites aur apps ke features, ke bare men post likh rahe hain jiska name hai Sajhi,
Social media kya hai?
Sabse pahle to ham ye jaan lete hain ki social media kya hai, friends iska jawab to shayad sabhi ko pata hai kyon ki aaj kal sabhi log social media se jude hain. ji han friends main un social media ki baat kar raha hun jaise Facebook, Twitter, Instagram aur bhi bahut se social networking sites hain.
social networking, ke bare men to hamen pata hi hai agar nahin pata to jan len ye aur kuch nahi ek chiz ka dosri chizon ke sath jodne ko social networking kahte hain, jaise Blogging ka network, Buisness ka network theek usi tarah social Media ka matlab hai ki social Communication ke jariye logon ke sath aapas men judna.
ye physical Network ke jaisa hi hai bas ye networking online hoti hai. kyon ki aaj ka zamana online ka hai is liye log aapas men baat karne ke liye sampark badhane ke liye ya apne buisness ki Information dene ke liye Social Media ka istemal karte hain,
Aur bahut se log to social media ka istemal Friendship, karne ke liye relationship, banane ke liye Fan Following, ke liye aur kuch log Entertenment ke liye social media ka use karte hain, to friends aap sabko social media ke bare pata chal gya ab aage badhte hain sajhi ke bare ben aapko bata dun,
sajhi kya hai?
Friends upar hamne padha hi hai ki internet bahut si social media sites availble hain Sajhi, bhi unhin categories men shamil hai ab aap sonch rahe honge ki sajhi name nahin suna na dekha kabhi to friends aapko batata chalun Sajhi ek new, social media platform hai jo March 13, 2020 ko launch kiya gaya hai
Developer of Sajhi
sajhi ke devlopent karne wale hain M. A. SHAH jo India Uttar Pradesh ke rahne wale hain
What is the purpose of launching sajhi
sajhi ko launch karne ka purpose hai jo chote bloggers hain chote buisness wale hain jo local blogging ya local buisness karte hain unko badhawa dena kyon ki jo famus social networking sites, hain us par inko utna fayda nahi hota
kyon ki unke topic se releted milions of bloggers aur buisness main post karte rahte hain is liye unki post unke ccustomers tak pahunch nahi pati hai but sajhi par aisa nahi hai sajhi par aap bahut hi aasani se apni post customers tak pahuncha sakenge
sajhi is available on which platform
Friends sajhi ko aap All type Web Browser, par use kar sakte hain aur sabse famus jo platform hai Android us par bhi availble hai aap Sajhi android app ko Google Play Store se Download kar sakte hain is link par touch karke Click Here
Features of Sajhi
Find new friends all over the world and befriend them
Share your story on your wall
Share photos and videos to your friends You can hide your shared photos and videos from the timeline
Whenever a user clicks your profile, you will get instant notification
Buy and sell locally at Sajhi marketplace
You can also earn by writing posts and sharing photo videos
Users can also earn points by liking and commenting
You can turn of commenting on posts
You can run your #tag trends
to der kis baat ki hai, abhi download karen aur sajhi app par apani pic aur video share karen click here download sajhi |