Change Picture on Iqama in saudi arabia

Change Picture on Iqama ke 2 raste hain, ek khas taur par bachchon ke liye aur dosrs bachchon aur badon donon ke liye,

Change Picture on Iqama ki jarurat kyon hai?

Saudi arab men entry karte time immigration officer ne aapki tasveer leta hai aapne dekha hoga ki aapke iqama par photu kai sal beet jane ke bawjood wahi rahta hai

Iqama Par Name Kaise Change Karen

agar aapke saudi arab men entry karne ke samay se aapka roop kafi badal gaya hai, to aapko apne iqama par photu badalni pad sakti hai, Otherwise you will be facing issues of recognition at different government offices.

Change Picture on Iqama

kids ke liye cheng picture on iqama

new born kids ke iqama ke liye apply karte time aapko baby li photu provide karni hogi. unke iqama par wahi photu kai saal tak rahegi, however. according to updated system, jab bhi bachche Saudi Arab se bahar travels kar rahe hon. to aap immigration officer se request kar sakte hain ki ve iqama par unki photu change kar den. they are more likely to accept your request, if the old picture is considerably different from thr current appearance of the child,

maine dekha mere ik kalig ne request kiya aur imigration officer ne turant kar diya, ho sakta hai ki aap bhi bolen aur wo aapko na kar den to koi bat nahi niche diye gaye dosre method ko follow karen,

Also Read: How to Check the Status of Iqama Huroob Online in 2023

Change picture on iqama for adults and kids

Change picture on iqama ke liye ye process ko follow kren

  • resident service men jawazat men appoinment len
    • iqama ki jankari badalne ke liye following form point 9: تغيير الصورة على الإقامة ko bharen
      • apna passport apne pass rakhna jaruri us time
      • jawazat ke desk par lage camera ke samne jayen
      • apna iqama use provide karen aur apni reqirement use batayen
      • office aapki pahchan karne ke liye aapki fingerprints lega
      • uske baad wo officer aapki new photu lega

bas ab aapka iqama print kaene ke liye dosre counter par ja sakte hain,

Leave a Comment